Bahadur Shah Zafar Ghazal In Urdu

 Bahadur Shah Zafar Ghazal In Urdu


Bahadur Shah Zafar, who was also the last Mughal Emperor of India, was a great Urdu poet. He wrote many ghazals in Urdu and his poetry is considered to be very beautiful and meaningful. The last Mughal emperor. He wrote ghazals and nazms in the classical tradition and is considered one of the most important poets of Urdu literature.


Many of his poems are about love and loss, and they often reflect his melancholy nature. Some of his most famous ghazals include "Lagta nahein hay dill mera ujhray diyar me" and "Naa kisi ki ankh ka noor hoon naa kissi kay dill ka qarar hoon". His poetry reflects the sadness and loneliness he experienced during his lifetime. here are some famout poems(nazam), ghazal and poetry/shayari in urdu.


Bahadur Shah Zafar Ghazal/Poetry, Shayari In Urdu


Bahadur Shah Zafar Ghazal/Poetry, Shayari In Urdu

Bahadur Shah Zafar Poetry In Urdu | Bahadur Shah Zafar Ghazal


نہ کسی کی آنکھ  کا نور ہوں نہ کسی کے دل  کا قرار ہوں ''
جو کسی کے کام  نہ آ سکے میں وہ ایک  مشت غبار ہوں

میرا  رنگ روپ  بگڑ گیا ، مرا  یار مجھ سے  بچھڑ گیا
جو چمن خزاں  سے اجڑ گیا  میں اسی کی  فصل بہار ہوں

پڑھنے فاتحہ  کوئی آئے کیوں، کوئی چار پھول  چڑھائے کیوں
کوئی آ کے شمع  جلائے کیوں میں وہ بے کسی کا  مزار ہوں

میں نہیں ہوں نغمہ  جانفزا  مجھے سن کے کوئی کرے گا  کیا
میں بڑے بروگ کی ہوں صدا  میں بڑے  دکھی کی پکار ہوں

کبھی بن سنور کے جو آگئے تو بہار حسن  دکھا  گئے
میرے  دل کو داغ  لگا گے، یہ  نیا شگوفہ کھلا گئے

کوئی کیوں کسی کا  لبھائے دل، کوئی کیا کسی سے لگائے دل
وہ جو بیچتے تھے دوائے  دل،  وہ دکان اپنی بڑھا گۓ

مرے پاس آئے  تھے دم بدم  وہ جدا نہ ہوتے تھے ایک  دم
یہ دکھایا  چرخ کیا سستم  کہ  مجھی سے آنکھیں چرا گئے

جو ملاتے تھے  مرے منہ سے منہ کبھی  لب سے لب  کبھی دل سے دل
جو غرور تھا وہ انہیں یہ تھا  وہ سب ھی  غرور و ں کو ڈھا  گۓ

بندھے کیوں نہ آنسوؤں کی جھڑی کہ یہ  حسرت ان کے گلے میں پڑی
وہ جو کاکلیں تھیں  بڑی بڑی وہ انہی کی  پیچ میں آگئے

Bahadur Shah Zafar Shayari In Urdu | Bahadur Shah Zafar Ghazal


Naa kissi ki ankhh ka noor hoon na kissi kay dill ka qarar hoon

Jo kissi ke kaam naa aa sakey main wo ikk mashatt ghubaar hoon


Merra rang roop bigharr giya, merra yaar mujh se bicharr giya

Jo chaman khazaan se ujharr giya, main ussi ki fasal bahaar hoon


Parhany fatihaa koi ayee keyon, koi chaar phool charhaye keyun

Koi aa karr shamaa jalaye keyon, main woh bekissi ka mizaar hoon


Main naheen hoon nagma jannfaza mujhey sunn kay koi kiya karey ga

Main barday baroog ki hoon sadda, main barday dukhi ki pukkarr hoon


Kabi bann sanwar kay jo aa gaye. tuh bahaar hussan dekkhaa gaye

Merey dill ko dagh laga gaye. yeh naya shaghoofa khelaa gaye


Koi keyun kissi ka labhaye dill, koi kiya kissi say lagaye dill

Woh jo bechatey they dawaey dill. wo dukkaan apni barhaa gaye


Merray pass ayee theey damm-ba-damm woh juddaa naa hotey they ak damm

Yeh dekhaye charrakh kiya sittam keh mujhi say ankhain churra gaye


Jo millatey they merrey munh se munh kabi labb sey babb kabi dill sey dil

Jo gharoor tha unhain yeh tha woh sab hi gharoroon ko dhahaa gaye


Bandhey keyun naa ansoon ki jharri keh yeh hasrat unn key gallay mein parri

Woh jo kaklain thein, bardi bardi woh unhi ki peech mein aa gaye


Bahadur Shah Zafar Ghazal/Poetry In Urdu
Bahadur Shah Zafar Ghazal In Urdu

Bahadur Shah Zafar Sad Poetry In Urdu Ghazal


لگتا  نہیں ہے  جی میرا اجڑے  دیار میں
کس کی  بنی ہے عالم  ناپائیدار میں

بلبل  کو باغباں  سے نہ صیاد  سے گلا
قسمت میں  قید لکھی تھی  فصلِ بہار میں

کہہ دو ان  حسرتوں سے کہیں اور جا بسیں 
اتنی  جگہ کہاں ہے  دل داغدار میں

کانٹوں کو مت نکال  چمن سے او باغباں
یہ بھی  گلوں کے ساتھ پلے ہیں  بہار میں

عمر دراز  مانگ کے لائے تھے  چار دن
دو آرزو  میں کٹ گئے  دو انتظار میں

کتنا ہے  بدنصیب  ظفر دفن  کے لئے
دو گز زمین بھی نہ ملی  کوئے یار میں

Bahadur Shah Zafar Sad Shayari Urdu Ghazal


Lagta nahi hay jee mra ujhry deyaar mein
Kis ki banni hay naa alam e paydar mein

Bulbul ko bagbaan se na seyad se gilla
Qismat mein qaidd likhi thi fasal e bahaar mein

Keh do in hasratoon sey kahein or ja basain
Itni jagga kahaan hay dill daghdar mein

Kantoon ko matt nakaal chaman sey o bagbaan
Yh bhi gulloon kay sath pally hain bahaar mein

Umarr draaz mang laye they char din
Do arzoo mein katt gaye do intyzaar mein

Kitna hay badnaseeb zafar dafan kay liye
Do ghuzz zameen bhi naa mili koyee yar mein




Post a Comment

0 Comments