Wasi shah poetry best Shayari and romantic ghazal in Urdu
In field of literature Wasi shah is very well known poet of Pakistan and his poetry is enough to introduce him. he has worked in number of popular dramas. Apart from being a journalist wasi shah poetry as a special place in the world of shayari. every one wants to read his famous poetry, Wasi Shah is the famous poet of Pakistan Wasi shah poetry most people like that, wasi shah ghazal in Urdu, wasi shah poetry in Urdu romantic poetry, He writes many columns, Syed wasi shah Shayari,we will provide best collection Shayari of wasi shah,
Wasi Shah Sad Poetry in Urdu | Wasi Shah Ghazal
 |
wasi shah shayari ab tu mumkin |
Poetry Of Wasi Shah In Urdu Romantic | Wasi Shah Ghazal
اب, تو ممکن, ہی نہیں ان سے, ملاقات وصی"
اب تو عروج پر پہنچی ہے ان کی ذات وصی
وہی وعدے ہیں اور رسموں کی زنجیروں باقی
کب بدلتی ہیں زمانے کی روایات وصی
ایک وہ دن تھے کہ دوسرے کو سوچتے تھے ہم
اب ملتے نہیں ایک دوسرے کے خیالات وصی
میری ہر صبح کا آغاز تیرے نام سے ہو
تیری یادوں میں کٹی میری ہر ایک رات وصی
تم کہاں میرے پیار کا معیار کہاں
"وہ کتنی سادگی سے کہہ گۓ یہ بات وصی
وصی شاہ
Wasi Shah Shayari In Urdu Romantic | Wasi Shah Ghazal
Ab tu mumkin hi nahein un sey mullaqat wassi
Abb tu aroojh par ponchi hey unn ki zaatt wassi
Wohi waddaey hain aur rasmmo ki zanjerain baqi
Kab badalti hain zamaney ki rawayatt wassi
Akk wo din they kehh dosrey ko sochatey they hum
Abb miltey nahein akk dosre ke khayalat wassi
Meri harr subah ka aghaazz tery naam sey ho
Teri yadoon mein kattey meri har aik raat wassi
Tum kahaan merrey pyaar ka mayaarr kahaan
Woh kitni saddgi se kehh gaye yeh baat wassi
Wasi Shah Poetry Image In Urdu | Wasi Shah Ghazal Picture
 |
wasi shah shayari ghazal urdu |
Wasi Shah Ghazal | Wasi Shah Sad Poetry In Urdu
سمندر میں اترتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں"
تیری آنکھوں کو پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
تیرا نام لکھنے کی اجازت چھن گئی جب سے
کوئی بھی لفظ لکھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
تیری یادوں کی خوشبو کھڑکیوں میں رقص کرتی ہے
تیرے غم میں سلگتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
میں ہنس کہ جھیل لیتا ہوں جدائی کی سبھی رسمیں
گلے جب اس کے لگتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
نہ جانے ہو گیا ہوں اس قدر حساس میں کب سے
کسی سے بات کرتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
وہ سب گُزرے ہوئے لمحات مجھ کو یاد آتے ہیں
تمہارے خط جو پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
میں سارا دن بہت مصروف رہتا ہوں مگر جونہی
قدم چوکھٹ پہ رکھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
ہر اک مفلس کے ماتھے پر الم کی داستانیں ہیں
کوئی چہرہ بھی پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
بڑے لوگوں کے اونچے بدنما اور سرد محلوں کو
غریب آنکھوں سے تکتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
تیرے کوچے سے بس میرا تعلق واجبی سا ہے
مگر جب بھی گزرتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
ہزاروں موسموں کی حکمرانی ہے میرے دل پہ وصی
میں جب بھی ہنستا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
وصی شاہ
Wasi Shah Ghazal | Wasi Shah Sad Shayari In Urdu
Samandar mein utarta hoon tu ankhain bheegg jatti hain
Teri ankhoon ko parhhta hoon tu ankain bheegg jatti hain
Tera naam likhne ki ijazatt chinn gayi jabb sey
Koi bhi lafatt likhta hoon tu ankhain bheeg jatti hain
Terri yadoon ki khushboo kherkhiyoon mein raqas karti hey
Terey ghumm main sulagta hoon tu ankhain bheeg jatti hain
Main hans ke jheel laita hoon juddai ki sabhi rasmein
Ghalle jabb us ke lagtta hoon tu ankhain bheeg jatti hain
Na janney ho giya hoon iss qaddar hassas main kabb sey
Kissi sey baat kartta hoon tu ankahin bheeg jaatti hain
Woh sabb guzre hoye lamhaat mujh ko yaad aatey hain
Tumharey khatt jo partta hoon tu ankhain bheeg jatti hain
Main sarra dinn bahoot masroof rehtta hoon magar jonhhi
Kalam chokhatt pey rakhta hoon tu ankhain bheej jatti hain
Harr akk muflis ke mathay par allamm ki dastann hey
Koi chehrra bhi parthaa hoon tu ankhain bheeg jatti hain
Bardey logon ke onchay badnuma aur sarrdd mahaloon ko
Ghareeb ankhoon sey tektta hoon tu ankhain bheeg jatti hain
Terey kochey se bass marra taulooq basss wajbi saa hey
Magar jabb bhi guzartta hoon ankhain bheeg jatti hain
Haroon mosmoo ki hukmarani hey merey dill pey wassi
Main jabb bhi hansta hoon tu ankkhain bheeg jatti hain
0 Comments